January 08, 2018

UPSC kya hai? UPSC ki puri jankari hindi me.

UPSC kya hai? UPSC ki puri jankari hindi me.


aaj har koi UPSC pass karke IAS,IPS,IFS bna chahta hai. every year 4 lac. se jyada student yeh exam dete hai. lekin unme se kuch hi student es exam ko clear kar pate hai. Upsc exam ko clear karne ke liye Padhai bohot jaruri hai.to chaliye jante hai UPSC  Exam ki jankari.


Full Form of UPSC:-  Union Public Service Commission.

    

Eligibility 

*  IAS,IPS,IFS bane ke liye aap india ke mulnivasi chahiye.
* For Open  age limit 21 saal se kam nhi or 35 saal se jyada      nhi honi chahiye.
   ST& SC:-37
    OBC:- 35

NO. of Attempts.

 General Category Candidates:- 4
 OBC Category Candidates     :- 7
 ST & SC Category Candidates:- Unlimited 

Education Qualification

candidate ke pas koi bhi Central ya State Government recognized University ki koi bhi field ki degree hai to aap UPSC Exam ke liye apply kr sakte hai.

Steps of UPSC Exam

UPSC exam three steps me li jati hai. 
1. Prelim Exam
 2.Mains Exam 
 3.Interview Exam

1.Prelim Exam.
  prelim exam me 2 papers hote hai jo ki objective type paper hote hai 1st paper General studies and 2nd Aptitude Test . dono paper 200 marks ke hote hai. jab aap es exam ko clear karoge tbhi aap mains exam ke liye Qualify kroge.

2.Mains Exam.
Upsc exam ka 2nd level mains exam hai. main exam me  9 paper hote hai, jisme 2 paper pass hona important hai. baki 7 7 papers aapko merits ke liye help karege. jab aap mains exam clear kr lege tab aapko interview ke liye bulaya jata hai. 

3.Interview.
Upsc exam ka last level jo ki hai interview. yeh interview 275 marks ka hota hai. interview ke marks aapke merits me add kiye jate hai.
  
  dosto umid karta hu ki aapko yeh jankari acchi lagi ho.

No comments:

Post a Comment