January 05, 2018

Padhai Kaise kare- Padhai me tej banne ka aasan Tarike

Ajj har kisi ko padhai me tej hona hai. lekin  kai student ke sat ek hi samsya hoti hai ki wo bohot padhe hai lekin exam ke time sab bhul jate hai. eska karan padhai ke time kahi or dhyan hona. agar app man laga ke padhge to exam ke time answer bhul jane ki problem se ap chuttkara pa sakte hai.to chaliye ajj mai appko padhai karne ke kuch bahetari tips btane  ja rha hu jine follow karke app exam me acche number scorce kr sakte haii.

  
  

Padhai me maan lagane ke tarike.

#1.Time table bnaye padhai ke liye.

aap sabhi school jate ho tab school me sabhi teacher ka ek samay sarni hota hai jise ham time table kahte hai. aagr app din ka time table bante ho to appko padhai karne me aasani hogi. jaise  school me hota hai 1 subject 45 min ya 30 min jaisa appko thik lage.

NOTE: survati dino me aapko jyada der nhi padhai karni hai agar appko padhai me ruchi nhi hai to or abhi abhi padhne ka maan banaya hai to aap survati din 1 hr. hi padhyi kre jise aapka maan padhai me lagne lagega. fir dhire dhire aap time badha sakte hai.

#2. Padhai ka tarika or plan.

bohot se logo ki adat hoti hai ki wo exam ane par hi padhai start karte hai.yeh bohot buri adat hai. agar aap exam ke ek din pahile padhna start karoge to wo exam ke time bhul jaoge. esliye padhai karne ke liye planning jaruri hai. planning aisi honi cahiye jise aap pura kar sake, ap pure saal ka plan mat bnayiye week week ki planning kariye jise aapko padhai karna easy  hoga.


#3 Group Study

group study padhai karne ka ek accha tarika hai jise aap bor nhi hoge.group study karene se aap unke sat problem discuss kr sakte hai or un problem ko dur kar sakte hai. 


#4 Notes bna ke padhe.

yad kre jab bhi padhna start ke aap jo bhi padhe uske notes bna le jise aapko padhne me asani ho.or wahi notes aapko age chal ke exam ke time revision karne me aasani ho. notes banane se apka time bachega or ye padhne ka bohot accha tarika hai jise appko jyada marks milne me madat milegi.


      umid karta hu aapko jankari acchi lgi ho.koi problem ayi to aap hame comment karke batayiye mai aapki help karne ki puri kosis karuga.

No comments:

Post a Comment